FET, AI16Z & VIRTUAL: AI Agent Tokens Worth A Watch
By Vishakha Thakur
Who isliye ki market ke kuch bade players ai agent tokens ko lekar kafi positive outlook de rahe hain. Binance Research ka maan na hai ki 2025 mei AI Agent Coins Meme Coins ko bhi outperform kar sakte hain. wahin Bitget CEO, Gracy Chen ka kehna hai ki 2025 ke khatam hote hote AI agents ki market cap $60 bn tak ja skti hai.
Waise bhi ai agent tokens ko lekar market mei kaafi optimism hai….AI agent crypto market ca p $7.7bn tak already pahunch chuki hai aur as of 12feb, last 24hrs me, 3% bhdi bhi hai …and if we talk about 11th of feb, toh 17% tak ki uptick dekhne ko mili hai.. Q4 2024 me toh AI Agents Market Cap 222% tak explode hokar $15.5bn tak pahuch gayi thi.
So today in this video we will talk about what are AI agents , woh kaun se Top AI agent coins hai jinme investors ka interest badh raha hai aur top 3 AI agent tokens FET, virtuals protocol aur ai16z ki popularity ke reasons kya kya hain.
But before we start, do like, share & subscribe to our channel to stay updated on such important crypto market developments that may benefit you!
Toh AI Agents ek tarah ke self-learning bots hain jo crypto ecosystem ko automate karte hain. Yeh trading, data analysis, aur smart contracts execute kar sakte hain wo bhi bina kisi manual input ke!
Ab AI agents ki demand badh rahi hai, aur wahi inke tokens ki rally ka major trigger bhi ban raha hai.
let’s now explore the Top AI Agent Tokens aur inki surge ke reasons!
First is Artificial Superintelligence Alliance (FET)
Jiski Market Cap…. $2bn hai
So basically FET ki popularity ke major reasons token burn event aur strategic partnerships hai…
Fetch.ai 5 mn tokens burn karne wala hai, jisse supply kam hogi aur scarcity bhi create hogi jo price ko upar le ja sakti hai.
Another important reason which is driving investors is… the token is integrated with several AI & blockchain projects. Jo iski credibility ko badhata hai…
Next is, Virtuals Protocol…. Jo ki Gaming aur AI ka ek ultimate combo hai…. Jiska market cap $896mn aur as of 11th FEB…ye token 18.5% surge hua ….
Virtual’s main highlight is the Revenue sharing model…. jahan 30% Revenue AI Agent Creators ko jata hai… 20% Revenue Affiliates ko aur 50% Revenue, SubDAOs yaani future governance ko…
Other than that… Virtual ke Illuvium, Ronin Network aur Animoca Brands jaise top gaming companies ke saath tie-ups ho chuke hain…. aur Virtual Protocol AI-based Non-player characters aur intelligent in-game agents create kar raha hai… another important factor is… Token Burn Program…virtuals $12.99mn worth tokens buyback & burn kar chuka hai…basically, yeh scarcity create kar raha hai jo price ko push kar sakti hai.
Let’s now talk about AI16Z which has been rebranded as ElizaOS Jiska Market Cap $625Mn hai. 11TH FEB Ko isme 40% surge dekhi gayi. In the last seven days this token has surged 49.4% ….
Iss growth aur expansion plans ke chalte he AI16z ne ElizaOS nam apna liya taki Andreessen Horowitz (a16z), ji ki ek venture capital firm hai usse brand confusion na ho aur koi legal risk bhi na rahe.
Rahi baat price surge ki toh uske kai reasons hain. Sabse pehle toh reason hai naye AI features jo full autonomy, unified wallet abstraction, aur advanced plugin capabilities introduce kar rahe hain. Along with that… Large investors AI16Z tokens accumulate kar rahe hain, jo demand spike ka major reason hai. And if we look at the technical indicators…. RSI bullish hai… Funding rate positive hai… Open Interest aur long positions surge ho rahi hain.
Toh ye they m arket cap ke hisab se top 3 AI agent coins …. And it will be interesting to see aage chal kar ye kaisa perform karte hain kyunki AI ka trend aur craze dono hi badh raha hai…2024 was the year of memecoins…will AI agents take the crown in 2025 remains to be seen…
You need to login in order to Like